Woh Kaath Ke Purze Ura
Raha Tha
Hawaoon Ka Rukh Dikha Raha Tha
Hawaoon Ka Rukh Dikha Raha Tha
Kuch Aur Bhi Ho Gaya
Numaayan
Main Apna Likha Mita Raha Tha
Main Apna Likha Mita Raha Tha
Wo Ek Din Ek Ajnabi Ko
Meri Kahani Suna Raha Tha
Meri Kahani Suna Raha Tha