Rone Se Kisi Ko Paya Nahi Jata

Rone Se Kisi Ko Paya Nahi Jata....
Khone se Kisi Ko Bhulaya Nahi Jata...
.
.
Kyunki
.
.
Waqt Toh Sabhi ko Milta Hai,
Zindagi Badalaney Ke Liye..
.
.
Lekin Beeta Hua Waqt,
Kabhi Wapis Nahi Aata

Sokoon Umr Bhar Nahi Milna

Ye Kaun Chupke Se Tanhayion Mein Kehta Hai,
Tere Bagair !! Sokoon Umr Bhar Nahi Milna..:

Dil kuch aur samjha tha

Wo jazbon ki tijarat thi , ye dil kuch aur samjha tha.

Usay hansne ki aadat thi aur ye dil kuch aur samjha tha.

Mehndi Lagaye Bethe Hain

Chura K Mutthi Mein Dil Ko Chhupaye Bethe Hain

Bahana Yeh Hai Ke Mehndi Lagaye Bethe Hain

Khushi Se Bhari Ho Eid Ul Azha Apke Liye

Mubark Mauqa Allah Ne Ataa Farmaya,
Ek Baar phir Bandagi Ki Rah Pe Chalaya
Adaa Karna Apna Farz Tum Khuda Ki Liye..
Khushi Se Bhari Ho Eid Ul Azha Apke Liye !!
Eid Mubarak

Aitbar Na Ho Phir Bhi Intezar Ho

Pyar Wo Nhi Jis Mai Jeet Aur Har Ho
Pyar Koi Chez Nhi Jo Har Waqt Tayar Ho
Pyar Woh Hai Jis Mai Kisi K Ane Ka
Aitbar Na Ho Phir Bhi Intezar Ho............

Hum To Khud Barsoo Se Saza Bhugat Rehe Ha



Nafrat Kya Hoti Ha Hum Se Na Pooch
Zeher Peena Kaisa Lagta Ha Hum Se Na Pooch
Hum To Khud Barsoo Se Saza Bhugat Rehe Ha
 Qistoo’n Mei Khud-Khushi Ka Anjaam Hum Se Na Pooch

Umar Kat Jati Hai Waqt Ko Sulajhane Mein



Kal Mila Waqt To Zulfein Teri Suljha Doonga
 Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ko Sulajhane Mein
 Yun To Sulajh Jatee Hain Uljhi Zulfein
 Umar Kat Jati Hai Waqt Ko Sulajhane Mein

Dost Kehta Hai Mujhe Azamana Mat



Waqt Kehta Hai Mujhe Gawana Mat
Dil Kehta Hai Mujhe Lagana Maat
Dost Kehta Hai Mujhe Azamana Mat
Or Hum Kehta Hai Hame Bhulana Mat

Kisi Ko Aankhon Me Basaya Tha



Hum Pe Bhi Wo Waqt Aya Tha
Kisi Ko Aankhon Me Basaya Tha
Usi Ne Lut Liya Mera Jahaan
Jise Dil Ki Dhadkan Banaya Tha

Aur Dhoop Mai Barish Hoona Lagi



Mai Nee Uss Sey Aik Bar Poochaa
Kaa Dhoop Mai Barish Hootii Ha
Too Woo Hasnee Lagi
Aur Hastee Hastee Ronee Lagi
 Aur Dhoop Mai Barish Hoona Lagi

Barasta Bheegta Mosaam Ha



Mein Har Mosaam Ka Har Har
Päl Tumhare Naam Karta Hoon
Barasta Bheegta Mosaam Ha
Kamzori Meri Lakin
Mein Yah Sawan,
Barishein,
Ghatta,
Badal,
Tumhare Naam Karta Hoon