Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko



Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko ,Wo Waqt Suhana Hota Hai
Uth Jati Hai Kalam Likhne Ko,Wo Pyar Deewana Hota Hai
Kar Deti Hai Haal-E-Dil Bayaan.Wo Kalaam Shayraana Hota Hai
Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko.Wo Waqt Suhana Hota Hai…

No comments:

Post a Comment